Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSagai (1966)
HomeSagai (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj tarse huye hathon ki suni jaayegi har kali pyaar ki gin gin ke chuni jaayegi pyaar ki aag mein jal jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do aaj in aankhon ki gahrayi mein kho jane do dil jo betaab hua jata hai ho jaane do bin piye aaj bahak jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge aaj hum waqt ki raftaar khadi kar denge zindgani se bhi ye raat badi kar denge aaj har cheez pe chha jane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke takrane ki raat aayi hai aaj baahon mein simat jane ki raat aayi hai husn aur ishq ke
khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne kaho dekhe hain kabhi bhoole se apne gaalon pe khilte gulaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo suna jo apna zikr zara aankhen hain sharmaayi huyi suna jo apna zikr zara aankhen hain sharmaayi huyi jism simattaa chalaa gaya rooh bhi hai ghabraayi huyi saadgi mein bhi shokhi ka andaaz hai khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo chaand ko humne chaand kaha aur kuchh apni bhool nahin chaand ko humne chaand kaha aur kuchh apni bhool nahin kaise khulti apni zubaan hote na tum agar hanseen saari mehfil se poochhoo ke kya haal hai khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne kaho dekhe hain kabhi bhoole se apne gaalon pe khilte gulaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo
naa ye zamin thi naa aasamaan tha naa chaand taaron ka hi nishan tha magar ye sach hai ke unn dinon bhi tera mera pyaar yun hi jawaan tha naa ye zamin thi naa aasamaan tha naa chaand taaron ka hi nishan tha magar ye sach hai ke unn dinon bhi tera mera pyaar yun hi jawaan tha naa ye zamin thi naa aasamaan tha chale kahaan se kahaan pe aaye khumar ban ke jahaan pe chhaaye chale kahaan se kahaan pe aaye khumar ban ke jahaan pe chhaaye nibhaayi rasmein wafaa kuchh aise muhabbaton ke chaman khulaaye naa kaise aasaan hoti manzil har ek armaan naujawaan tha naa ye zamin thi naa aasamaan tha naa chaand taaron ka hi nishan tha magar ye sach hai ke unn dinon bhi tera mera pyaar yun hi jawaan tha naa ye zamin thi naa aasamaan tha humin ne taaron ko roshni di humin ne phoolon ko taazgi di humin ne taaron ko roshni di humin ne phoolon ko taazgi di jidhar se guzre jahaan bhi thehre har ek zarre ko zindagi di kuchh iss mein dil ki tadap thi shaamil khuda bhi kuchh hum pe
o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma badh ke laga le honthon se jaam ko aayen hai door se jalwe salaam ko badh ke laga le honthon se jaam ko aayen hai door se jalwe salaam ko roz nahin milte ye mauke kuchh to rang jamaa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma aankhon ki mastiyaan pyaalon mein ghol de dil mein jo baat hai khul ke wo bol de aankhon ki mastiyaan pyaalon mein ghol de dil mein jo baat hai khul ke wo bol de kehte hai zulfon ke saaye pyaar ke raahi aa o paape naa sharma kuchh garmi sardi khaa aaj khushi ka din hai pyaare jhappi wappi paa o paape naa sharma le le sahaara baahen pukaaren chali naa jaayen aa ke bahaaren le le sahaara baahen pukaaren chali naa jaayen aa ke bahaaren aankhon se aankhen takraa ke dil ki pyaas bujha o paape
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Husn Aur Ishq Ke Sagai (1966) 04:48 36838
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 04:48   Song Number : 36838   

Khafaa Na Hona Agar Sagai (1966) 03:19 14110
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:19   Song Number : 14110   

Naa Ye Zamin Thi Sagai (1966) 05:27 14111
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 05:27   Song Number : 14111   

O Paape Naa Sharma Sagai (1966) 04:15 14112
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Whisky
Duration : 04:15   Song Number : 14112